Jinke Liye song Lyrics – Neha Kakkar

Jinke Liye song Lyrics – Neha Kakkar | Feat. jaani-latest Hindi song with music given by B Praak. Jinke liye song lyrics are written by Jaani who has also directed its video.  Jinke Liye – Neha Kakkar   Tere liye meri ibaadatein wohi hain Tere liye meri ibaadatein wohi hain Tu sharam kar teri aadatein wohi hain Tu sharam kar teri aadatein wohi hain  Jinke liye hum rote hain Ho jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain  Jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain Hum galiyon mein bhatakte phirte hain Woh samandar kinaaron pe hote hain  Jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain  Paagal ho jaoge aana kabhi na Galiyon mein unki jaana kabhi na Jaana kabhi na Hum zinda gaye kareeb unke Ab dekho mare huye laute hain  Jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain  Hathon se khelte honge ya pairon se Fursat kahan ab unko hai ghairon se Hathon se khelte honge ya pairon se Fursat kahan ab unko hai ghairon se Unki mohabbatein har jagah Woh jo kehte the hum iklaute hain  Jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain  Kabhi yahan baat karte ho Kabhi wahan baat karte ho Aap bade log ho saahab Humse kahan baat karte ho  Aaj us shakhs ka naam batayenge Jaani tha Jaani mile jis kaayar se Ghalti thi chhoti mohabbat kari jo Ghalti badi thi ke kar baithe shayar se  Aag ka dariya zafa unki Har din lagane gote hain  Jinke liye hum rote hain Kisi aur ki baahon mein sote hain Jinke liye hum rote hain Kisi aur ki baahon mein sote hain  Ho jinke liye hum rote hain Kisi aur ki baahon mein sote hain Jinke liye hum rote hain Kisi aur ki baahon mein sote hain

Jinke Liye song Lyrics – Neha Kakkar | Feat. jaani-latest Hindi song with music given by B Praak. Jinke liye song lyrics are written by Jaani who has also directed its video.


Jinke Liye – Neha Kakkar



Tere liye meri ibaadatein wohi hain
Tere liye meri ibaadatein wohi hain
Tu sharam kar teri aadatein wohi hain
Tu sharam kar teri aadatein wohi hain

Jinke liye hum rote hain
Ho jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain

Jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain
Hum galiyon mein bhatakte phirte hain
Woh samandar kinaaron pe hote hain

Jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain

Paagal ho jaoge aana kabhi na
Galiyon mein unki jaana kabhi na
Jaana kabhi na
Hum zinda gaye kareeb unke
Ab dekho mare huye laute hain

Jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain

Hathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahan ab unko hai ghairon se
Hathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahan ab unko hai ghairon se
Unki mohabbatein har jagah
Woh jo kehte the hum iklaute hain

Jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain

Kabhi yahan baat karte ho
Kabhi wahan baat karte ho
Aap bade log ho saahab
Humse kahan baat karte ho

Aaj us shakhs ka naam batayenge
Jaani tha Jaani mile jis kaayar se
Ghalti thi chhoti mohabbat kari jo
Ghalti badi thi ke kar baithe shayar se

Aag ka dariya zafa unki
Har din lagane gote hain

Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain

Ho jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain